name:- zafar ali
cast:- salmani
maslak :- ahale sunnat wal jamat(barelwi)
apane bare me kuchh:- maine 3years ka engineering diploma kia hua but mai kisi company me kaam nahi karna chahata is liye maine apana kaam start karne ki sochi hai abhi technician ke rup me field work karta hu jiasase ane wale aamay me mujhe apana kaam start karne me madad milegi aur janakri bhi
pacho wakt ka namazi hu alhamdulillah aur mujhe deeni book padhana achha lagata hai aur alhamdulillah shariayat par mera amala karna mujhe pasand hai
deen ke kaam koi rukawat paida na ho isliye apana kaam sikh raha hu aur ek alima ki talas hai jo meri sachche diin me meri madad kar sake
income abhi kuchh khas nahi hai
meri required:- ek sunni sahiul aqida alima ladaki se nikah karna hai jisase
mujhe ramzan baad nikah karna hai insaallah