assalam walekum meri shaadi hui thi aur divorce ho Gaya kahane ko to bahut kuchh hai lekin kisse kahun yah Nahin kuchh pata lagta hai na koi sunane wala hai na koi jawab dene wala hai Kisi aise Ki talash Hai Jo mujhe Sun sake Jo mujhe samajh sake Jo Meri baton Ka jawab de sake Jo mere sath sari jindagi chal sake